لائے مزدور اُٹھا کر تیرا لاشہ کاظم
Laye mazdoor utha kar tera lasha kazim

- Language
- Urdu
Roman Urdu
laye mazdoor utha kar tera laasha Kazim
pul pe Baghdad ke rakha hai janaza Kazim
1
jism par lipti hain zanjeerein rihayi kaisi
mar ke bhi qaid raha tera sarapa Kazim
2
is qadar chhota hai zindan aziyyat hai badi
sar utha sakte nahi Maula Musa Kazim
3
misl-e-Sughra woh tadapti rahi furqat mein teri
betiyan takti rahin tera rasta Kazim