بہار آنے کو ہے یوں تو جہاں میں ہے ہزار آئی
Bahar Aayi Bahar Aayi Zehra ke Ghar

- Language
- Urdu
Roman Urdu
Bahar aanay ko hai yun to jahan main hai hazar aayi
Magar aisi bahare be khizaan hai pehli bar aayi
Bahar aayi Bahar aayi Bahar aayi Bahar aayi
Bahar is mah main Zehra kay ghar hay char bar aayi
Mohammad kay gharanay main Mohammad hi Mohammad hain
Hai ik soorut jo hay surat badal kar bar bar aayi
Zara unsay ye keh dijiey kay rahiyay hoshiyar aayi
Wo aayi daykhiyay sar par wo aayi Zulfiqar aayi
Ali ka naam lay kar meinay kholi aankh marqad main
Madad Mawla ki meri qabar may qabl az fishar aayi